Tuheed Or Shirk Main KIA Farak hai ?
بِسْمِ ٱللّٰهِ ٱلرَّحْمٰنِ ٱلرَّحِيمِ
Aslamoalikum tum muslim bhiyon ko sb tareef Allah k liya hai jo adam sy lagta dunia k akhri
insan tk asman sy lagta zameen tk jb sy kainat wajood main ai hai tb sy ab tk ous ka koi sani
wo apni tareef main be misal hai agr zameen sy asman tk kalam ho or tumam sumandar siyahi

hon tu b ous ki 1 line ki b treef kr skty or meharban bakhshany wala nahat raheem hain jis
ALLAH k 99 name hai lakin 1 name ki b treef ya pori kainat beyan kry tu b kam hai Ay Allah
humain sidha rasta dikha oun logon ka rasta jin py tera inam hai or oun k rasty sy door rakh jis
py tari girift hai azab hai Aya Allah hum tari hi ibadat krty hain or hum ny tari trf hi loot kr jana hai
Allah quran main irshad farmata hai kah duo k Allah aik hai jis ka koi sani nhi na ous ki koi olad
hai na wo kisi k olad hai or wo har lahaz sy badshah hai .
Tuheed :
Tuheed :
1. Allah ki Wahdaniyat - Sirf 1 Allah haiSurah Ikhlas 112:1-4
قُلْ هُوَ اللَّهُ أَحَدٌ اللَّهُ الصَّمَدُ لَمْ يَلِدْ وَلَمْ يُولَدْ وَلَمْ يَكُن لَّهُ كُفُوًا أَحَدٌ
Tarjuma: "Keh dijiye: Wo Allah 1 hai. Allah beniyaz hai. Na uski koi aulad hai na wo kisi ki aulad. Aur us jaisa koi nahi."
Surah Al-Baqarah 2:163
Surah Al-Baqarah 2:163
وَإِلَٰهُكُمْ إِلَٰهٌ وَاحِدٌ ۖ لَّا إِلَٰهَ إِلَّا هُوَ الرَّحْمَٰنُ الرَّحِيمُ
Tarjuma: "Aur tumhara Mabood 1 hi Mabood hai. Uske siwa koi ibadat ke laiq nahi, wo bohot Meharban Nihayat Reham wala hai."2. Sirf Allah ki Ibadat ka Hukm.
Surah An-Nisa 4:36
Surah An-Nisa 4:36
وَاعْبُدُوا اللَّهَ وَلَا تُشْرِكُوا بِهِ شَيْئًا
Tarjuma:
"Aur Allah ki ibadat karo aur uske sath kisi ko shareek na banao."Surah Al-Fatihah 1:5
"Aur Allah ki ibadat karo aur uske sath kisi ko shareek na banao."Surah Al-Fatihah 1:5
إِيَّاكَ نَعْبُدُ وَإِيَّاكَ نَسْتَعِينُ
Tarjuma:
"Hum sirf Teri hi ibadat karte hain aur sirf Tujh se hi madad maangte hain."3. Shirk Sab se Bada Zulm haiSurah Luqman 31:13
"Hum sirf Teri hi ibadat karte hain aur sirf Tujh se hi madad maangte hain."3. Shirk Sab se Bada Zulm haiSurah Luqman 31:13
إِنَّ الشِّرْكَ لَظُلْمٌ عَظِيمٌ
Tarjuma:
"Beshaq Shirk sab se bada zulm hai."Surah An-Nisa 4:48
"Beshaq Shirk sab se bada zulm hai."Surah An-Nisa 4:48
إِنَّ اللَّهَ لَا يَغْفِرُ أَن يُشْرَكَ بِهِ وَيَغْفِرُ مَا دُونَ ذَٰلِكَ لِمَن يَشَاءُ
Tarjuma:
"Beshaq Allah is baat ko maaf nahi karega ke uske sath shirk kiya jaye, aur iske siwa jo gunah hain wo jisko chahye maaf kar dega."4. Rizq, Madad, Ghaib sirf Allah ke paasSurah Az-Zumar 39:62
"Beshaq Allah is baat ko maaf nahi karega ke uske sath shirk kiya jaye, aur iske siwa jo gunah hain wo jisko chahye maaf kar dega."4. Rizq, Madad, Ghaib sirf Allah ke paasSurah Az-Zumar 39:62
اللَّهُ خَالِقُ كُلِّ شَيْءٍ ۖ وَهُوَ عَلَىٰ كُلِّ شَيْءٍ وَكِيلٌ
Tarjuma:
"Allah har cheez ka Paida karne wala hai aur wo har cheez ka Nigran hai."Surah Yunus 10:106
"Allah har cheez ka Paida karne wala hai aur wo har cheez ka Nigran hai."Surah Yunus 10:106
وَلَا تَدْعُ مِن دُونِ اللَّهِ مَا لَا يَنفَعُكَ وَلَا يَضُرُّكَ
Tarjuma:
"Aur Allah ko chor kar aisi cheez ko mat pukaro jo na tumhe nafa de sakti hai na nuqsan."Mukhtasar KhulasaQuran humein 3 baatein sikhaata hai:Rab sirf Allah hai - Paida karne wala, Rizq dene wala Tauheed RuboobiyatIbadat sirf Allah ki - Dua, Sajda, Mannat, Nazr sirf Allah ke liye Tauheed UloohiyatSifaat sirf Allah jaisi - Us jaisa koi nahi Tauheed Asma wa Sifaat.
Hazrat abu hurraira sy rewayat Hai Ap S.A.W. Sy poucha Ay Allah k rasool qeymat k din ap

qeyamat k din kis ki sifarish krain gy ap s.a.w ny farmaya abu hurraia main janta tha tum hi
muj sy ya sawal kro gy Ap S.A.W.ny farmaya main ous ki sifarish kro ga jis ny shadat ka haq
ada kr diya tuheed per yakeen rakha Allah k siwa kisi sy tandrusti madad ki umeed na rakhi .
Advise:
Allah ka quran kahta hai Allah ki rasi ko mazboti sy tham lo or firkon main na bato Advise:
Allah ki rasi quran hai jo es sy hata tu bhiyon Ap s.a.w ny ous ki koi guranty nhi li humary liya
lazim hai hum Allah or ous k rasool ki attat krain jin ka rasta tuheed ka rasta hai jin ka rasta
Humain Allah sy jorta hai es dunia sy jany k bad apky es paigam ko ahlybait or sahaba ikram
dunia tk ponchaya humain ahlybait or sahba ikram k trika py chalna chiya .
Ap S.A.W ny farmaya mri umat 73 firkon main but jay ge jis main sy aik frika jannat main jay
Ap S.A.W ny farmaya mri umat 73 firkon main but jay ge jis main sy aik frika jannat main jay
ga jo mery or mery sahaba k trika per ho ga aik amal jitna marzi mehboob lagy agr ous ka
amal Allah k rasool k mutabik nhi tu wo amal bidat hai or bidat ka rasta jahanum hai .
Shirk:
Shirk ka mtlb sada nhi bhiyon es ka mtlb hai hisy dar banana mtlb Allah k ilawa kisi ko aisy
Shirk ka mtlb sada nhi bhiyon es ka mtlb hai hisy dar banana mtlb Allah k ilawa kisi ko aisy
pokarna jaisy paida hony wala bananay walo ko pokarta hai hata k Allah ny apni tuheed k liya
asi sorat nazal farmai jis main sirf ous ka hi ziker hai na nabi ka na sahabi ka na jin ka na kisi
kisi b insan ka surat ikhlas .
Allah quran main irshad farmata hai mujhy chor k tm jisy b pokaro kia oun k kan hain
jis sy sunain oun k ankhain hain jis sy dakhain wo b tmhri trha k bndy hi hain jin ko hum ny
paida kia agr ya sb aik ho jayin tu aik makhi nhi bana skty agr makhi in sy kuch sheen kr ly jay
tu ya ous cheez ko hasil nhi kr skty phr b tum bht kam shukar karty ho bht kam naseehat hasil
krty ho .
Allah quran main nabiyon k bary main farmata hai ay nabi in sy kaho jb pokarny wala mujhy
pokarta hai main es ki faryad sunta hn main inhy chiya mujhy pokarain main shahrakh k b
qareeb hn shirk bhiyon sada lafaz main es ka mtlb hai aik wahid hr cheez main wahid hr
amal main wahid sifrish waseela sy pak ya wo gunah hai jis k mafi nhi na quan shirk krny
waly ko bacha skta hai kun k ous ny quran ki khilaf warzi ki na koi nabi ousy bacha skta hai
kun k ous ny 124000 nabiyon k paigham ko nhi mana na ahlybait oun sy muhabbat krty hain
jo shirk krty hain . Ya wo gunah hai jisy Allah b nhi bakhsy ga hata ka wo Allah jis k rehmat
bey misal hai jo nihayat reham wala hai .
Haqeeqat:
Kia koi janta hai es duniya main sb sy zyada zulam kis zaat k sth howa ?
Kia koi janta hai es duniya main sb sy zyada zulam kis zaat k sth howa ?
kuch kahain gy sahaba k sth kuch kahain gy Ahlybait k sth lkn sahi jawab hai es dunia main
sb sy zyada zulam Allah ki zaat k sth howa hai asal main zulam Allah sy koi nhi kr skta insan hi khud
per zulam krta hai es liya yahoodi dunia main sb sy zyada hain
jo esa A.S ko Allah ka beta ya Allah manty hain or aj kal muslim b es bt py bht zulm krty hain
sunni asi hastion ko pokarna jo paida howy allah ki makhloq hai waseela banana jb koi peer
nhi tha tb b Allah madad krta tha jb koi nabi nhi tha Allah ny kis k waseela sy kainat banai
wo apni zaat main wahid hai .
Allah humain shirk sy bachny or tuheed per amal krny ki tufeeq dy (Ameen)
Comments
Post a Comment