Hazrat Hawa A.S Ka Waqia | Quran, Hadees Aur Shia Kutab Ki Roshni Me
بِسْمِ ٱللَّٰهِ ٱلرَّحْمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ Hazrat adam A.S K Bad insaniyat ki maa Hazrat Hawa A.S hain. Inhe sy dunia main orat ki chali. AKYLA PAN : QURAN SURAT BAQRA AYAT 35 Jab Allah ny hazrat Adam A.S ko jannat main dakhil kia tu wo akyly rahny lagy oun ka dil nhi lagta tha frishton ny adam A.S sy farmaya ap ka dil kun nhi lag raha Hazrat adam ny farmaya main jannat main akyla hn tanha hn main kis sy bt kro kis sy dil bahlaon . Es sy ALLAH ny orat ka mukam buland kia . Or mard k liya b sakoon orat hi hai . Hazrat HAWA A.S ki Takhleeq : Sahi bukh...