Hazrat Yousaf A.S Ka Waqia
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيْمِ Ya Quran ki sb sy khubsurat kahani hai .Allah ny Pori surat yousaf es liya nazil ki es main sabar , muhabbat , Allah sy madad, ka amal hai . Bachpan aur Bhaiyon ka Hasad : Hazrat yousaf A.S hazrat yaqoob A.S k baty thy jo Bohat khubsurat thy jin py Allan ny 9 hisy husan laga dia tha . Aik raat onho ny khawab dekha k soraj chand or 11 sitary Hazrat yousaf A.s ko sajda kr rahy hain . Ya khwab onho ny apny walad Hazrat Yaqoob A.S ko sunnaya . Hazrat Yaqoob ny farmaya beta es ka ziker apny bhiyon sy na krna . Ho skta hai k wo tumhry Dushman ho jain or sheetan inhy gumrah kr dy . Hazrat yaqoob A.S smaj gy k Allah Hazrat yousaf a.s ko bara martaba dy ga es liya khawab batany sy mana kia . Hazrat yaqoob A.s ny 2 shadiyan ki the 1 biwi ka name Raheel tha jis sy 2 ...