Hazrat Yunus A.S Ka Waqia - Machhli Wala
بِسْمِ ٱللّٰهِ ٱلرَّحْمٰنِ ٱلرَّحِيمِ Hazrat Younas A.S KO ALLAH ny nainwa Sehar ki Taraf bhaja. Wo 3 Saal tk logon ko samjhaty rahy lkn log emaan na laya . Ek din wo naraz ho kar Allah ki ijazat K bagair shehar Chour kar chaly gay . Quran : " Apny Rab k oper bharosa rakho or machali waly ki tarha na bano " Toofan, Qura Andazi aur Samandar Mein Phainkna Rasty main kashti main tofan agaya . kura andazi hoi tu 3 bar Hazrat Younas A.S ka name nikla . Qunoon k mutabik Hazrat younas A.S ko sumanadar main phank dia gaya . Allah k hukam sy aik bari Machali agai Or onhy foran nigal lia . Andheron Mein Dua - "Dua-e-Yunus" Machali k pait main 3 andhairy Thy . Sumandar ka andhera Raat...