Hazrat Sulaiman A.S aur Malika Bilqees Ka Waqia | Hudhud Ka Khat aur Takht Ka Mojza - Quran Ki Roshni Mein
﷽ Hazrat sulaiman A.S baitul muqaddas plastine main hui. Ya waqia 1030 qabal maseeh ka hai . Quran main saaf farmaya . وَوَهَبْنَا لِدَاوُودَ سُلَيْمَانَ ۚ نِعْمَ الْعَبْدُ ۖ إِنَّهُ أَوَّابٌ "Our Hum ny dawood ko sulaiman ata kiya . Kia hi acha banda tha wo rajoo krny wala tha" Surah Saad:30 Choty thy tabhi bohat samjdar thay. Ek waqia main 2 ourton ka jhagra aya . Hazrat dawood A.S ny fasla kia lakin choty sulaiman ny bahter fasla kia . Allah ko wo fasla zyada pasand aya . sahi bukhari ,Muslim "Allah ny onhy bachpan sy hi ilam atta farmaya or yahi illam oun k liya taqat ka baas bana " Hazrat dawood A.S ki jab wafat hoi tu sulaiman a.s 12 ya 13 saal k thy . Ous din Allah ny onhy nabowat or badshaht dono atta farmai . Suleman dawo...