Shirk ki 10 aam ghaltiyan jo hum roz karte hain
بِسْمِ ٱللّٰهِ ٱلرَّحْمٰنِ ٱلرَّحِيمِ Allah tala ny shirk ko sb sy bara gunah krar dia hai ya aisa gunah hai jis ki koi mafi nhi Allah talah chahy ga tu sb gunah maf kr dy ga lakin shirk ko kabi maf nhi kry ga . Allah quran main irshad farmata hai surat Nisa virse 48. Beshaq Allah shirk ko maf nhi kry ga .Aj hum 10 aisi gultiyan dikhain gy jo hum anjany main kr jaty hain. 1)Taweez aur Gande par bharosa karna kehna es taweez sy bimari thk ho jay ge ya es sy nazar nhi lagy ge shifa sirf Allah k hath main hai taweez sirf waseela hai yakin Allah py hona chiya na k taweez py kuch hadees k mutabik waseela be haram hai waseela naik logon ka jaiz hai wo b jo zinda hon na k jo dunia sy chaly jain sahi bukhari ki hadees sy qehat k zamany main baris...