KALA JADDU KA ILAJ - QURAN OR HADEES KI ROSHNI MEIN
﷽ Sb pahly Yad rakhain k jaddu bar haq hai . Surat baqarah 102 : " Wo Allah kay Hukam k begair kisi ko nuqsan nhi pouncha sakty " QURAN OR HADEES SE SABIT ILAJ - 7 STEP ROOHANI ILAJ Dil sy ALLAH py emaan rakhna . 5 waqat ki namaz parhana . or apny gunahon ki toba mangana. Hadees main hai jis ny Allah ko apna wali bana lia ousy koi nuqsan nhi poncha sakta . ROZANA KE AZKAR - "HIFAZAT KA QILA" AYTUL Kursi subha sham parhain surat baqarah 255 -1 martaba . Surat ikhlas , surat falaq , surat naas , 3 martaba . Last 2 ayat surat baqra amanar rasool say , 1 martaba Bismillah subha sham parhain RUQYAH - DAM WALA PAANI Saf pani ki botal layn ous main 7 martaba aytal kursi 3 kull or surat falak ki akhri 2 ayat parh dum krain . Rozana es pani ko piyan or es sy gusal krain 7 din tk . SURAH BAQARAH GHAR MEIN Jis ghar main surat baqarah parhi jay wahan sheetan nhi ata . Rozana surat baqarah ki tilawat ki jay ya audio chala...