Posts

Showing posts with the label HAZRAT YOUNAS A.S KA WAKIA HAZRAT YOUNAS OR MACHALI HAZRAT YOUNAS KA TOBA KRNA ALLAH K NAIK BANDO KA IMTAHAN

Hazrat Yunus A.S Ka Waqia - Machhli Wala

                                                                  بِسْمِ ٱللّٰهِ ٱلرَّحْمٰنِ ٱلرَّحِيمِ Hazrat Younas A.S KO ALLAH ny nainwa  Sehar ki Taraf  bhaja. Wo 3 Saal tk logon  ko samjhaty rahy lkn log emaan  na laya . Ek din wo naraz ho kar Allah ki ijazat K bagair  shehar  Chour kar chaly gay .  Quran : "   Apny Rab k oper bharosa rakho or machali waly  ki tarha na bano " Toofan, Qura Andazi aur Samandar Mein Phainkna Rasty main kashti main tofan agaya  . kura andazi hoi tu 3 bar  Hazrat Younas A.S ka name nikla . Qunoon k mutabik Hazrat younas  A.S ko sumanadar main phank dia gaya . Allah k hukam sy aik bari Machali agai Or onhy foran nigal lia . Andheron Mein Dua - "Dua-e-Yunus" Machali k pait main 3 andhairy Thy .  Sumandar ka andhera  Raat...