Posts

Showing posts with the label 14 august 1947 pakistan ka mtlb kiya There is not God But Allah Quaid e azam Allama iqbal ka khawab

14 AUGUST 1947 Pakistan KI Azadi ka Wakia Islamic country

  Pakistan ka matlb kia pak zar zameen  ( پاکستان کا مطلب کیا لاالہ الا اللہ  ) Allah k siwa koi  Mabood nhi . Asal main pakistan ka matlb yahi hai or samjha b yahi jata hai lakin  Mana nhi jata , kia waqai ya wahi pakistan hai . Jis ka khawab Allama muhammad  Iqbal ny dakha or Quaid -E-AZAM muhammad Ali jinnah ny Esy amli jama pahnaya. Kabi kisi ny ya nhi soucha k pakistan ka matlb tu pak zar zameen hai phr esy ya kun kaha jata hai pakistan ka mtlb hai .  Allah k siwa koi mabood nhi . kun k ya aik islami Riyasat hai ya pahla mulk hai jo islam k name py banaya gaya lkn afsoos ki baat ya  hai k es main koi islamic qanoon ka namo nishan nhi . Jahan dunia taraqi ki rah per Gamzan hain or aj b hum wahin k wahin ruky hain .  Allah ki siwa koi mabood nhi ya aik poetry or aik siyasi nara tha jo 1943 main  Asghar  Sudai ny waziya kia tha . Ya nara muslim leauge k liya aik jangi faryad or   islam ban  gaya . Jo janobi asia k muslim...